Pages

Friday, December 21, 2018

Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai

Thursday, December 20, 2018

Jab Jab Dard Ka Baadal Chaya

Jab Jab Dard Ka Baadal Chaya
Jab Ghum Ka Saya Lehraya
Jab Aansoo Palkon Tak Aya
Jab Yeh Tanha Dil Ghabraya
Humne Dil Ko Yeh Samjhaya
Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai
Duniya Mein Yunhi Hota Hai
Yeh Jo Gehre Sannate Hain
Waqt Ne Sabko Hi Baatey Hain
Thoda Ghum Hai Sabka Kissa
Thodi Dhoop Hai Sabka Hissa
Aankh Teri Bekaar Hi Nam Hai
Har Pal Ek Naya Mausam Hai
Kyun Tu Aise Pal Khota Hai
Dil Aakhir Tu Kyu Rota Hai

Tuesday, December 18, 2018

Monday, December 17, 2018

Wish you the happiest Birthday



Saturday, June 2, 2018

Hope your birthday is as wonderful and extraordinary as you are